Hua aafsosh ki
dil ka ek taar tut gaya
raho mein the chalte
aur raasto ka saath chut gaya
thi jeene ki tamana meri
par bich majhdhar mein saans tut gaya
beinteha tha pyar
par aafsosh ki uske liye
afsosh ki uske liye aafsosh reh gaya.
saath ki na huyi kadar
saath chutne ka ehsash reh gaya
de diya pyar bas wo bhaw reh gaya
jo bacha wo,daga dene ka ehsash reh gaya
zindgi ki sacchayi bhi hai aisi
zinda rehte hain bas maut reh gaya
to kya maut ki aagosh ki yaad mein
pal se maafi magne ka intezar reh gaya
aapni chavi seese mein dekhne mein
samne aapne pyar ka antim sanaskar reh gaya
maar diya aapne pyar ko
bas aafsosh ka aafsosh reh gaya
mil gaya hoga jo sukun dil ko
to maafi mangne aur phaschatap ka ye barsat reh gaya
bas chalte chalo tum in raho pe
aab kahin dur tum akele reh gaye
ho gaya pura afsosh ki
aab hum sirf aapke afsosh mein reh gaye...
dil ka ek taar tut gaya
raho mein the chalte
aur raasto ka saath chut gaya
thi jeene ki tamana meri
par bich majhdhar mein saans tut gaya
beinteha tha pyar
par aafsosh ki uske liye
afsosh ki uske liye aafsosh reh gaya.
saath ki na huyi kadar
saath chutne ka ehsash reh gaya
de diya pyar bas wo bhaw reh gaya
jo bacha wo,daga dene ka ehsash reh gaya
zindgi ki sacchayi bhi hai aisi
zinda rehte hain bas maut reh gaya
to kya maut ki aagosh ki yaad mein
pal se maafi magne ka intezar reh gaya
aapni chavi seese mein dekhne mein
samne aapne pyar ka antim sanaskar reh gaya
maar diya aapne pyar ko
bas aafsosh ka aafsosh reh gaya
mil gaya hoga jo sukun dil ko
to maafi mangne aur phaschatap ka ye barsat reh gaya
bas chalte chalo tum in raho pe
aab kahin dur tum akele reh gaye
ho gaya pura afsosh ki
aab hum sirf aapke afsosh mein reh gaye...
No comments:
Post a Comment