Tuesday, April 2, 2013

you


Khusiya mile hazar
Dil ka saja ho bazar
Phoolo se ho gulsan gulzar
Haath ko thame o yaar
Fakth tmse h pyr
Baat ye nh ki aaj din kya h
Baat ye nh ki aaj mauka kya h
Baat dil ki hai ki aaj socha kya h
Baat dil ki h ki aaj mehsush kiya kya h
Na paya h din ka matlab
Na khoya h raat ki cahat
Na utha hu suraj ko dekh
Na soya hu raat ko dekh
Bass intezar h tera intezar h
Ki kab tmhri muskurate chere ka dedar hoga
Ki kab tere labo par wo khusi ka ahithram hoga
Khushi teri khushi ko mehsuh karke h
Ye din ka alam tmhe pa k khush nasseb hua h
Ye din tmhre tabasum se gulzar hua h

No comments:

Post a Comment