Ek to ye kali andheri raat
Uppar se khamoshi and udashi hai saath
Na jaane andhero se kab dosti ho gayi
Raat ke saaye mein, zindgi ki sham ho gayi
Bikhar gaye tukde bhi aab to
Zodne ki baat kahan se aayi
Na caha tha anjaam aisa ho
Haqiquat ka ek jam aisa ho
Jo badle de saanso ka rukh aisa
Jo lage neend se jage ho sapne jaisa
Kaha tha maine tumse maar jaunga
Dur tumse jis din bhi jaunga
Ek paigam hai ye jo main tere naam likh kar jaunga
Kam se kam sukun ki maut to paunga
Na rahega tumhe intezar aisa
Na hoga tumse kabhi takrar aisa
Ki bikhar jao tum tute huye kanch jaisa
Ye paigam aaj tere naam jayega
Thik usske baad ek ehsash jayega
Jo pata nahi mujhse kaun ka kam karwayega
Agar fir bhi raha kabil tumhara to hai kasam
Tumhare pass hi laut kar aaunga
Wo pyar wo ehsash wo bhawanaye bhi saath launga
Agar ho marzi tumhari to bata dena
Warna laut ke ussi
Gumnam andhero mein kho jaunga
Aapni khamosi aur udashi se lipat kar hamesha ke liye so jaunga
Tumhe jo chaiye tha wo de jaunga
Phir bhi maarne se pehle aakhri baar love u baby keh jaunga.

nyc poem............:)
ReplyDelete